Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Lyrics - Mohammed Rafi

 

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi English Lyrics from the movie Barsaat Ki Raat

sung by Mohammed Rafi

 

Hmmmm hmmmm
Zindagi bhar nahin bhoolegi woh barsaat ki raat
Ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat
Zindagi bhar nahin bhoolegi…Haaye wo reshmi
Zulfon se barasta paani
Haaye wo reshmi
Zulfon se barasta paaniPhool se gaalon pe
Rukne ko tarastaa paani
Dil mein toofan uthaate huey
Dil mein toofan uthaate huey
Jazbaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegiDar ke bijli se achaanak
Wo lipatna uska
Aur phir sharm se
Bal kha ke simatna uska
Kabhi dekhi na suni aisi ho
Kabhi dekhi na suni aisi
Tilismaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegiSurkh aanchal ko daba kar
Jo nichoda usne
Surkh aanchal ko daba kar
Jo nichoda usneDil pe jalta huaa
Ek teer sa chhoda usne
Aag paani mein lagaate hue
Aag paani mein lagaate hue
Haalaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegiMere naghmo mein
Jo basti hai wo tasveer thi wo
Naujawaani ke haseen
Khwaab ki taabir thi wo
Aasmaano se utar aayi ho
Aasmaano se utar aayi thi
Jo raat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi
Wo barsaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi

 

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Hindi Lyrics from Barsaat Ki Raat

sung by Mohammed Rafi

 

हम्मम्म हम्मम्म
जिंदगी भर नहिन भूलगी वह बरसात की रात
एक अंजान हसीना से मुलाकात की रात
जिंदगी भर नहिन भूलेगी ... हाय वू रेशमी
ज़ुल्फन से बरस्ता पानी
हाय वू रेशमी
Zulfon Se Barasta Paaniphool Se Gaalon Pe
रुकने को तारस्ता पानी
Dil mein toofan itate huey
Dil mein toofan itate huey
जाजबत की रात
जिंदगी भरना नाहि भुलेगिर के बिजली से अचानक
Wo lipatna uska
और phir sharm se
बाल खा के सिमत्ना यूएसका
कही देखी ना सुनी ऐसी हो
कही देखी ना सुनी ऐसी
Tilismaat की रात
जिंदगी भरना नाहि भुकिसुरख आंचल को दाबा कर
जो निकोडा यूने
सुरख आंचल को दाबा कर
जो नीचोडा यूएसएनटीआईएल पीई जलता हुआ
एक teer sahhoda usne
AAG PAANI MEIN LAGAATE HUE
AAG PAANI MEIN LAGAATE HUE
हालीत की रात
जिंदगी भरना नाहि भूलेइमेर नागमो मीन
Jo basti hai wo tasveer thi wo
नौजवाणी के हसीन
ख्वाब की ताबीर थी
Aasmaano Se Utar Aayi हो
Aasmaano Se Utar Aayi thi
जो रत की रात
जिंदगी भर नही भूलेगी
वो बरसाट की रात
जिंदगी भर नही भूलेगी

 

About the Song

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Song Info

Singer
Mohammed Rafi

Album
Barsaat Ki Raat

Lyricist
Sahir Ludhianvi

Music
Roshan Lal

Cast
Madhubala, Bharat Bhushan, Shyama, Chandrashekhar, Khurshid Bawra

Language
Hindi

Music Label
Saregama

 

About the Album/Movie - Barsaat Ki Raat

Amidst fierce Qawali competitions, a poor poet/singer, Aman Hyderabadi, falls in love with Shabnam, the daughter of Police Commissioner Khan Bahadur. After Aman is humiliated by Bahadur, Shabnam and Aman elope and travel to Lucknow, where Aman changes his name to Kamal Lucknowi and hopes to earn a living by singing. But his voice gives him away and soon he will be hunted by a friend-turned-foe, Inspector Shekhar, who is determined to arrest him.

 

FAQ

Which movie/album is the song Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi from?
- The song Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi is from Barsaat Ki Raat

 

Who sang Mohammed Rafi?
- The song Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi is sung by Mohammed Rafi

 

Which year did the movie Barsaat Ki Raat release?
- Barsaat Ki Raat was released in 1960

 

Which genre is the movie Barsaat Ki Raat?
- Barsaat Ki Raat falls in the following genres: Drama, Musical, Romance

 

Who wrote the lyrics for the song Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi?
- Sahir Ludhianvi

 

Who is in the movie Barsaat Ki Raat?
- Madhubala, Bharat Bhushan, Shyama, Chandrashekhar, Khurshid Bawra

Related Posts

Hindi Song Lyrics
© 2024 Label Rebel Official
crossmenuarrow-down